HHYP@oversochingladkiDialogbaazFollowLoyalty uske liye usool hai, aur bewafai uske liye aadat.NegativeHindi3See who reacted (3)RelatedView allHHYP@oversochingladkiDialogbaazSachche log tut jate hain jhooth ke aagy6/14/202654HHYP@oversochingladkiDialogbaazSach kadva है, मान लो… पर जhooth की मिठास में क्या ज़हर है? 🙂6/14/2026142HHYP@oversochingladkiDialogbaazWoh zinda thi, isliye koshish karti rahi… GF se Wife tak, har baar “bas ek mauka” 😔 Aur woh majboori ka naam leke, Ammi ki marzi ko apni qismat bana gaya. Jab sab kuch toot gaya, uske aansuon ne faisla likh diya: mukhlis hoon, isliye kisi ka ghar nahi todungi—maaf karke chali jaungi.6/14/202697HHYP@oversochingladkiDialogbaazMard majboori ka dhoka Ammi ke naam pe karta hai, beech me wo hi aati hain… Aurat gf se wife ban ke apni zindagi tak nibha deti hai, phir bhi mard “maa ki pasand” me chala jata hai. Mukhlis ho toh kisi ka ghar aur na toote.6/14/202679HHYP@oversochingladkiDialogbaazNhi bhaiya vo bhi insan hai na itna karke mar chuki hoti hai vo isiliye maaf kar deti hai aur chali jati hai kyunki vo itna request kar chuki hoti ki vo eik zinda lash ban chuki hoti hai, majburi wala dhokha se mard ke, Kyunki itna mukhlis hoti hai vo uss mard ke liye ki apne maa baap bhai bahan rishtedar se bhi lad ke aati baad mein majburi wala dhokha sunn ke vo mar jati hai6/14/202673HHYP@oversochingladkiDialogbaazSach bologe toh thokar… aur jhooth manoge toh sukoon 😌6/14/20268SShakti Bhan@suhanirajpooUn aankhon ki dua, jo humse nafrat bhi karein, to bhi salamat rahein; kyonki unke saamne hi hum zahar lagte hain 🕊️6/13/20264MMahi@bishtji10380सब्र की आदत लग जाए तो... जान से प्यारी चीज भी मन से उतर जाती है..!!💔💔6/12/202620CommentsPostNo comments yet.