L
Leelavati Brahman@leelavati.18Aawaz
Kabhi kabhi khud par taras aata hai, sochti reh jaati hun ki kya kar rahi hun. Har kaam kal par tal deti hun, aur ab samajh aaya hai ki wo kal kabhi nahi aata. Kal sirf itna kehne aata hai ki main aaunga, magar aata kabhi nahi.

Related

View all

Comments

No comments yet.