S
Sofiya..... princess@sd2979142Maestro
Khud se kiya hua ek waada yaad rakhna, ✨
Raaste mushkil hon toh bhi kadam sambhalna.
Duniya tumhari khamoshi ko kya samjhegi,
Tum bas apne iraadon ko zinda rakhna.
Waqt badlega, manzil bhi nazar aayegi,
Bas aaj ki mehnat ko kal par mat taalna.* 🖤Related
View allComments
No comments yet.