H
HYP@oversochingladkiDialogbaaz
Chand paison ke liye dharm badal lee rahein hain jab ye duniya Allah ki nhi huyi toh socho aap ki kaise hogi... Jisne unko duniya mein bheja unko bhi badnam kar rahi ye duniya sirf paison ke liye, Agar paisa mil jaye toh ye apni Maa baap ko bhi chhod detein hain Main toh kahungi ki Ab naya Poster aur Dialogue bana lena Chahiye government ko... 💯💯💯 Lalach bhagao... Dimag chalao... Paisa Aaj hai.. Kal nhi hoga.. Dimaag aaj bhi hai aur kal bhi hoga. .. Lalach rakhoge toh jahannum wali zindagi guzaroge... lalach bhagao.. Dimaag chalao Apni apni... Dhanyvad
Sponsored

Related

View all

Comments

No comments yet.