H
HYP@oversochingladkiDialogbaaz
Mere marne ke baad meri kahani likhna kaise barbaad hui meri jawani likhna aur likhna ke mere honth hansi ko tarse kaise barsa meri aankhon se paani likhna aur likhna ki usse intezaar toh bohot tha tera aakhri saanson mein woh hichkiyon ki rawani likhna lekin likhna ki marte waqt bhi deta tha dua tujhko haath bahar the kafan se yehi nishani likhna

Related

View all

Comments

No comments yet.