~meri mummy: mera nanu ko bol rahi thi ki sona badh raha hai ~ mera nanu : bole ki humare time par santo ke 1 tola sona 34 ruppes ka diya tha saadhi m aur logo m charcha hoti thi ki kitna sona chda diya aaj woh kha 1,80,000 ke record todh raha hai
meri mummy : uss time ko toh 80 saal ho gaye tab toh bade hi ga 2 saalo m hi inta aage chala gya ki aaj 34 ruppes m kuch nhi milta Sponsored
Related
View allComments
No comments yet.