
Ten Years Together, The Final Yes
The Premise
Nisha and Arjun have survived ten years of long distance and family feuds, finally agreeing to tie the knot. Their surprise elopement plan forces everyone to rethink what marriage really means.
Choose your Role
Community POVs
Nisha
[धीमी आवाज़ + इमोशनल टोन] "कभी सोचा नहीं था... कि कोई इतना खास बन जाएगा... जो सिर्फ एक मुस्कान से, मेरे सारे गम भुला जाएगा... दूर होकर भी तू पास लगती है... क्योंकि मेरी हर धड़कन में... बस तेरा ही नाम रहता है। ❤️" (पहले 2 सेकंड हल्का सन्नाटा रखकर शुरू करना, पीछे धीमा romantic BGM अच्छा लगेगा।)
@pratishkumar
hamr nam muni chiyai
@mandalaashik
Zindagi mein dushman milna aasan hai boss, lekin hum jaisa pagal dost milna namumkin! Dramebaazi apni jagah... lekin jab baat sath nibhane ki ho na, toh humse aage koi khada nahi ho sakta."
@albilyusv
तुम्हारे बिना जी नही लगता
@satpalsinghr
arjun ne bola mana ki tu kisi Rani se kam nahi lekin vo rani hi kya jiske raja ham nahi
@aryasajanary
hi my love bring me some tea plz after somedays I am thinking to elope what do u think ? I know that it's hard but ur love is true and unbelievable I am going to work
@nnentertainm
Mana ki hum adab se baat nahi karte, Par yeh bhi sach hai, matlab se baat nahi karte. Yeh naram lehja, yeh pyari baatein tere liye hain, Hum is lehje mein sabse baat nahi karte.
@afranakhatoo
“चल चंडीगढ़ घुमा लाऊँ, उसने कहा – “पहले पैसे दिखाऊँ...." मैं बोला – दिल बहुत अमीर है, वो बोली - "Google Pay है कि बस शायर ही है?" मैं बोला – चाँद तोड़ लाऊँगा, वो बोली – “पहले recharge करा, फिर बात बनाऊँगा।" मैं बोला – तेरे नाम भी अपने बना लूँगा, वो बोली – “पहले खुद का ग़म संभाल, फिर मुझे अपनाऊँगा।" मैं बोला – तुझसे शादी करूँगा, वो बोली – “नौकरी है या बस dream में ही मरूँगा?" अंत में समझ आया ये प्यार-व्यार का game, बिना पैसों के सब कुछ same अब ना चंडीगढ़, ना कोई date, सीधा घर बैठकर खा रहा Maggi late
@rabisoren460
Arjun
(mujhe finally 10 saal baad wo chance mil gaya h which I always dream for. itne saal relationship me rehne ke baad finally nisha meri hogi) arjun to nisha: nisha jesi ho? mujhe pata h tum bohot khush hogi finally hum dono ek bandhan me bandhne jaa rahe hham itne saal se ek dusre ko jaante h.ek dusre ki personality ko bhi jaante h jese you love tea. hahaha wese nisha I promise you that I love you even after our marriage me tumhe kabhi dukhi nhi hone denga. I'm always there for you. and haa I love you my jaan par ha me tumhe tab aur bhi khush rakhu ga jab tum mujhe junk foods khaane ki permission deti rahogi hahhahha love you very much always. this is for you jaan (bhale hi ye jamana hum dono se juda h par hame milane wala to khuda h)
@khatoonaqsa0
Ayaan (VO): "Zindagi kab badal jaati hai… pata hi nahi chalta." (Meera drops her books. Ayaan helps.) Ayaan: "Hey… sambhal ke." Meera (smiles): "Thanks… main thodi careless hoon." (Eye contact. Soft music.) 🎬 Scene 2: Friendship Grows (Montage: laughing, canteen, walking, studying) Meera: "Tumhare saath time kaise nikal jaata hai pata hi nahi chalta." Ayaan (smiling but hiding feelings): "Shayad kyunki main boring nahi hoon." (Both laugh. Ayaan secretly in love.) 🎬 Scene 3: Realization (Ayaan with Rohit at night) Rohit: "Tu usse pyaar karta hai na?" Ayaan (silent, then): "Haan… par darr lagta hai." 🎬 Scene 4: Confession Attempt (Rain scene. Ayaan ready to confess.) Ayaan: "Meera… mujhe tumse kuch kehna hai…" Meera (interrupts, smiling but emotional): "Meri shaadi fix ho gayi hai…" (Silence. Rain intensifies.) 🎬 Scene 5: Heartbreak Ayaan (broken smile): "Congrats… tum bahut khush rehna." (Meera looks confused, emotional.) Meera: "Tum kuch keh rahe the?" Ayaan: "Kuch nahi… bas… take care." 🎬 Scene 6: Wedding Day (Wedding music. Meera in bridal outfit.) (Ayaan watching from far.) Ayaan (VO): "Kabhi kabhi pyaar adhura rehkar hi poora lagta hai…" (Meera looks around… feels his presence but doesn’t see him.) 🎬 Final Scene: Goodbye (Ayaan walking alone on road.) Ayaan (VO): "Woh meri thi hi nahi… phir bhi lagta hai… jaise sab kuch le gayi." (Fade out. Sad music.)
@aahomedlangt
Yeah… raat ka andhera, dil mera tanha, sapne the bade par toot gaye yahan, jisko bola apna wahi nikla paraaya, zindagi ne har mod pe mujhe hi rulaya, bachpan ke din yaad aate jab sab the saath, ab har mod pe bas akelapan ka ehsaas, chehre pe smile par andar full pain, sab bolte strong par toot raha brain, jimmedari saari kandhon pe, chal raha alone, koi nahi saath bas silence aur phone, yaadein jalti jaise aag ka dhuaan, neend bhi roothi, aankhon mein shor yahan, raat bhar jagta, sochta main kyun, itna sab kuch hote hue bhi lagta hoon main gum, pyaar ke naam pe mila sirf dhokha, jispe kiya trust usne hi dil toda, waqt ne sikha diya sab kuch akela, sach yahi hai yaar koi nahi apna mela, gir ke uthna maine seekh liya, aansu chhupa ke bhi jee liya, andhere mein bhi dhoondta light, khud se ladta every night, sapna ab bhi dil ke andar zinda hai, toot ke bhi insaan kahin na kahin zinda hai, jimme saari uthake chal raha main, andhera saath na koi apna yahan hai, hasi ke peeche chhupa dard mera, zinda hoon par jeena hai saza sa, phir bhi rukna nahi ye faisla hai, kal ki roshni pe ab bhi aas basa hai, ek din aayega jab sab badlega, aaj ka dard hi kal meri taqat banega 🎧
@sunilrokaya3
Mr. Singh
kabhi socha nhi tha aisa hoga.mughe aap badal jange kabhi to.pr aisa huwa bus ab hume chup rhna h thak gye hum aapko samgha kr"
@ranthupahan3
love
@ritikk6097
Duniya mei sabse aasan hai ek ladki ke baap ko galat bol dena. love story dekh dekh ke zindagi guzar gayi. par baccho ko kaun samjhaye.
@rahuls