Short StoryM presents
Meri kahani ki shuruaat, jab main 21 saal ki thi, college mein padhti thi. 2021 mein, main BA part 1 ki student thi, aur mujhe apna pehla pyaar mila. Lekin mere liye, zindagi ne already ek naya mod le liya tha, meri shaadi ki tayari 25.01.2019 ko ho gayi thi, jab main 19 saal ki thi. Mujhe padne ka bahut shauk tha, lekin mere ghar waale mere sapno ko nahi samajh rahe the. Meri shaadi ek aise vyakti se hui thi, jo mujhse 15 saal bada tha, aur main sochti thi ki itni kam umar mein shaadi karna galat hai.A Short Story by M
@M ·
Related
View allSofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 · · Quote
A sd2979142 Quote
"Har bimari ki wajah sirf galat khorak ya bad-perhezi nahi hoti kuch bimariya zehni azziyato ka nateeja hoti h jab dil or zehen musalsal takleef me ho to jism bhi unka bojh uthate uthate behmar padh jata hai."Starring @sd2979142
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Quote
A jk800231 Quote
Bhakt aankhein khol kar maanta hai, andhbhakt aankhein moond karStarring @jk800231
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Quote
A jk800231 Quote
zaroori nahi har post par like mile, kuch log chup rehkar bhi tumhe dekhte hainStarring @jk800231
Shubham KushwahaAawaz
@shubhamkushw · · Shayari
A shubhamkushw Shayari
ना दौलत का घमंड है ना गरीबी का गम मेरी जान बस दिल से अमीर हैं हम तो सच्ची में garib hain 🤔🤔Starring @shubhamkushw
Leelavati BrahmanAawaz
@leelavati.18 · · Monologue
A leelavati.18 Monologue
Kabhi kabhi khud par taras aata hai, sochti reh jaati hun ki kya kar rahi hun. Har kaam kal par tal deti hun, aur ab samajh aaya hai ki wo kal kabhi nahi aata. Kal sirf itna kehne aata hai ki main aaunga, magar aata kabhi nahi.Starring @leelavati.18
Leelavati BrahmanAawaz
@leelavati.18 · · One-liner
A leelavati.18 One-liner
Jhoothe se zyada khatarnak wo hai jo uske jhooth par taali bajata haiStarring @leelavati.18
Basudeb HansdaAawaz
@basudebhansd · · One-liner
A basudebhansd One-liner
Jeb bhari to duniya salaam thoke 🤑 khaali to yahi log shakal bhi nahi pehchante ❌ paise se hi aukaat naapte hain sab 💪Starring @basudebhansd
Monika KariyarSyahi
@monikakariya · · Shayari
A monikakariya Shayari
Sahi haathon mein pyar duaa ban jaata hai, galat haathon mein wahi sazaa ban jaata haiStarring @monikakariya
0 comments
No comments yet.