S
SAATVIK PANJIYAR@saatvikpanjiSyahi
Us saal gaon mein Vinod naam ka master aaya. Sheher ka padha-likha, jo bhooton ko sirf kahani maanta tha. Roz bachchon se kehta, "Darr toh dimag ka khel hai, aur kuch nahi." Lekin us raat, jab school ki ghanti bina hawa ke baji, uska vishwas kaanpne laga.Related
View allComments
No comments yet.