akj
@akjWriting since 15 months
- Posts
- 40
- Followers
- 5
- Following
- 0
- Likes
- 134
A Dialogbaaz line
Rahu Dada, anbhigyta bewakoofi ki pehli Nishani hai aur kewal ek kabil insan he iska Adhikari hai...???
Starring @akj
A akj Dialogue
Tum Kma nahi sakte, hum nahi sakte gawan, ise liye Don ka Raj hain yahan...???
Starring @akj
A akj Quote
Hum apni Kabliyat se is mukam par pahunche hai, aur tum hamari Kabliyat se...???
Starring @akj
A akj Quote
Rajpal, kabhi Khota Sika bhi kam aata hai, here ki pehchan ek sacha johri hi kar sakta hain...???
Starring @akj
A Dialogbaaz line
you are safe because of keen, else women commandos are ready to strike...!!!
Starring @akj
A Dialogbaaz line
Kise ke lalach se khelna utna hi bada pap hai, jitna kee kisee Ki imandari se khelna...!!!
Starring @akj
A akj Punchline
Yah nahi koi dar ka saya, keval hai mohmaya...taxi 9211...???
Starring @akj
A akj Dialogue
Rajpal chahe to Chinu Don ko ek Fook se uda sakta hai, par Sharifo ki Raksha ke liye vo aisa kadam nahi uthaayega...???
Starring @akj
A akj Dialogue
ye deewar itni majboot hai, isey girane ke liye kantiya don ki zaroorat nahin, ek haath se gir jayegi!!!
Starring @akj
A akj Dialogue
Ek Mahan Rajneeti gya shatrang ke mohre aise chlata hai kee, apne dushman ko bhi ye pata na lagne paye ki vo jeet kar bhi har raha hai...!!!
Starring @akj
A akj Punchline
Sadhu Sant kah gyae hai kee humeine apni takat aur kabliyat pe jarurat se Kyada ghamand nahi karna chahiye, vaise to Hati jyada taktwar aur kabil hota hai par kabhi jungle ka raja nahi kahlata...!!!
Starring @akj
A akj Tagline
Suno Don, Jagan Seth is shahar me Jina chahta hai...Jaisa desh vaisa bhesh...!!!
Starring @akj
A akj Tagline
Hum vo Prakhand vidwan hai jo kisi ko dekhte hi uski kundli bna Dalte hai...!!!
Starring @akj
A akj Tagline
Netaji, humko ek aisa rajneetik pandit mil gya hi jo rajneeti ke pahiye ko he ulta Ghuma dega...!!!
Starring @akj
A akj Tagline
Ek Mahagyani sant jinohone samaj tyag diya tha ne hume samjhya tha kee " Yade hum garib ka bhla karege to ek din vo hamse bhi amir ban jayega...!!!
Starring @akj
A akj Quote
Hamare Rajneetik Pandit Ke Anusar, Ek safal Neta apne dushman ka vo Hal karta hai ki vo apni barbadi ka Jashan Khushi-Khushi Mnata Phire...!!!
Starring @akj
A akj Dialogue
Tiger...yadi Don chahe to tumhare ashiane par akash se doom ketu ki barish kra sakta hain...!!!
Starring @akj
A akj Dialogue
Don ko pakadne ke liye police nahi ek perfect farishta chahiye jisme koi kami na ho...!!!
Starring @akj
A akj Quote
Ek sidh atma vicharon ko niyantrit nahi unhe disha deti hai...!!!???
Starring @akj
A akj Dialogue
Netaji, hum high degree level ki rajneeti khelthe hai, jise samajna mushkil hi nahi namumkin hai...!!!
Starring @akj
A akj Quote
Hamare rajneetik pandat ki baat mai dum hai, jo rajneta apni prashnik tatha vitya powers ko bagar soche samje vikandrikaran karta hai, uske hathon me satta ki chabi Kyada der nahi rehti...!!!
Starring @akj
A akj Dialogue
Raka, agar tum me kabliyat hoti to Don tumhe vahana bithata jahan tum soch bhi nahi sakte, Don se gadari ki keemat mehngi hai..!!!
Starring @akj
A akj Dialogue
Bihari neta ka safalta mantra apni siyasat wahin ugao jahan jaankari ki zameen banjar ho...!!!
Starring @akj
A akj Dialogue
Bihari Bahubali, Shera jail todkar bahar aa gya hai, ab tum use markar apna hisab pura kar sakte ho...!!! Bihari Bahubali:- Hum kisi ko marte nahi, uski pehchan gyab kar dete hai, taki vo certificate mangta phire...!!!
Starring @akj
A akj Dialogue
Jisne seekh li rajneeti ki bisat aur prashasan ki kalam ki dhaar uske aage sheesh jhukata hai saara sansaar...!!!
Starring @akj
A akj Dialogue
Sun be, Rajneetik pandit mahan neta banne ke liye, lomri sa dimag, chalak ankheein baaz jaisi vo baag sa jigara chayea hota hai...!!!
Starring @akj
A akj Dialogue
Netaji, Is Rajneetik Pandit ki ek baat hamesha yad rakhna, jo asahya bacho aur mahilao ki bhawno par rajneeti karta hai, vo bahut jaldi audhe muh girtha hai...!!!
Starring @akj
A akj Dialogue
Neta ji, bahubali bihari ke rajneeti pandit ji kehte hai kee, Rajneeti me vo hi safal ho sakta hai jo dil se nahi dimag se sochta hai, isliye aise pradesh ke logo ko chuno jo rajneeti me nosikhya ho...!!!❓️
Starring @akj
A akj Quote
Neta ji, hamare rajneeti pandit ne thik hi kha hai kee, Kisi bhi Rajya ki Khushali ke teen mukhya stambh hai 1. Health, 2. Education 3. Law & Order. Yadi ye sevayain rajya ke logo ko Muft ya Kam keemat par Asani se oop-lapdh hoti hai to us Rajya ko lambe samay tak ek mahan rajneeti-gya pragati ke path per aa gay bada sakta hai...!!!
Starring @akj
A akj Quote
Yadi tum rajneeti me bahut samay tak raj karna chahte ho to apne prant ke garibo ko mehnat kash banao, aur amiro ko sath lekar chalo, taki garib logo ka vishwas tum par bana rahe...!!!✅️
Starring @akj
A akj Dialogue
Hum bhi apne samay ke rajneetik pandit rah chuke hain, hamara Anubhav kehta hai kabhi kabhi rajneeti me jo dikta hai vo hota nahi, aur jo hota hai vo dikhta nahi...!!!
Starring @akj
A akj Quote
Rajneeti mai, yadi tumhara samna kabhi apne se taktwar dushman se ho jaye, aur yadi tum uski takat se hi use Prasat kar do, to tum rajneeti ka badshah banne se koi nahi rok sakta...!!!
Starring @akj
A akj Dialogue
Don, hum Rajneeti ka ek hi niyam jante hai, kee aam Khao aur gutli mat gino, gutli ginene ka kam hamare accountant karte hai...!!!
Starring @akj
A akj Dialogue
Ab yeh shehar hamare hawale hai aur hum Bahubali Bihari ke netritva mein Don ka ant karenge...!!! 🧸🐒🐇🐁🐘
Starring @akj
A akj Dialogue
Tumhe is kursi pe logo ki seva ke liye bhatya hai, Don yadi chahe to tumhare Chaprasi ko bhi yahan bhita sakta hai...!!!🥋
Starring @akj
A akj Dialogue
Pasha, Johri heere ki chamak parakhta hai aur Don insaan ki kabliyat, hum apna hunar wahan dikhate, hain jahan uski kadar ho kamzoro ke bazaar me hum sauda nahi karte..."Jiski Jaise kabliyat, Usko Vaisa Kam"... 🥋
Starring @akj
A akj Dialogue
work is worship
Starring @akj
A akj Dialogue
Bimari aur shifa dono ka karobaar karte ho tum Bihari seth, Ek taraf dawat dusri taraf dawa bechte ho tum...🥋
Starring @akj
A akj Dialogue
Pindu dada tum Don ko nahi samajh sakte woh ek parchhai hai jiski koi kalpana nahi hoti 🦅🥋
Starring @akj
A akj Dialogue
Agar is tarah Don ka kahar, shaher par barsta raha, to ek din humain bihari seth ke sath kahi aur na bhagna pade...!!!🐒🐇
Starring @akj