Shayarianandmauryaa presents

🥀 Kuchh rishte waqt ke saath badal jaate hain, Kuchh apne bhi ajnabi nazar aate hain, Kal jin baaton par ghanton guzar jaate the, Aaj wahi zikr aaye toh hum muskuraate hain. 🌙 Na ab kisi se pehle jaisi umeed rahi, Na har khamoshi mein koi fariyaad rahi, Zindagi ne bas itna samjha diya, Har yaad khoobsurat hai, par har yaad ke saath rehna zaroori nahi. 🖤

A Shayari by ANAND MAURYA

@anandmauryaa ·

Related

View all

0 comments

No comments yet.