Adnan AnsariMaestro
@aa3542411Writing since 6 months
“Lafz mere, ehsaas dil ke… ❤️ Shayari mein meri ek chhoti si duniya.” ✍️?
- Posts
- 40
- Followers
- 1.4K
- Following
- 47
- Likes
- 26.2K
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Kisi ko kya batayein kitne udaas hain hum, Muskurate toh hain, magar andar se khaas nahi hum.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Akele rehna ab aadat si ban gayi hai, Dard sehna jaise ibadat si ban gayi hai.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
. Jis par tha khud se zyada bharosa, Usi ne diya dil ko sabse gehra dhokha
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Waqt badla, log badle, badal gaye jazbaat, Bas dil mein reh gayi kuch adhuri si baat.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Chehre par hasi aur dil mein dard rakhte hain, Hum apni takleef bhi khud se chhupa kar rakhte hain.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Ab kisi se dil lagane ka mann nahi karta, Toote hue dil ko dobara bharne ka mann nahi karta.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Kuch dard lafzon mein bayan nahi hote, Aur kuch apne kabhi apne nahi hote.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Hum haste rahe duniya ko dikhane ke liye, Andar se toot gaye kisi ko na batane ke liye.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Jise apna samjha, usi ne paraya kar diya, Dil todkar usne jeena bhi sikha diya.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Kabhi kisi ko itna bhi mat chaho, Ki uske bina jeena mushkil ho jaaye. Kuch log dil mein rehkar bhi apne nahi hote, Aur kuch apne hokar bhi naseeb mein nahi hote. Sabse zyada dard tab hota hai, Jab aansu bhi apne hon aur wajah bhi apni ho.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Duniya ke liye woh aam se insaan honge, Magar kisi ke dil mein unke liye khaas maqam hoga.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Na koi shart rakhi, na koi hisaab kiya, Kuch rishton ko bas dil se qubool kiya.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Rishte wahi khoobsurat hain jahan ehsaas zinda rahein, Chahe alfaaz khamosh hon, magar jazbaat zinda rahein.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Kuch logon se roz baat hona zaroori nahi, Unka zindagi mein hona hi kaafi hota hai.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Har kisi ko apna kehna meri aadat nahi, Jo dil mein bas jaaye, usse bhulana meri fitrat nahi.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Kuch rishton ki khoobsurati unki doori mein hoti hai, Na haq jataya jaata hai, na mohabbat kam hoti hai.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Jinse koi umeed nahi hoti, wahi khaas hote hain, Kuch log bina kisi wajah ke dil ke paas hote hain.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Na waqt ki pabandi, na baaton ka silsila, Kuch rishte bas dil se nibhaye jaate hain.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Har mulaqat ka anjaam rishta nahi hota, Kuch log bas yaadon mein rehkar bhi khaas hote hain.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Kuch log kismat mein nahi, dil mein rehte hain, Door hokar bhi woh sabse kareeb rehte hain.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Har kisi se dil ka rishta nahi banaya jaata, Kuch logon ko bas khamoshi se chaha jaata hai. ❤️
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Kuch apnapan waqt ke saath kam nahi hota, Chahe baat na ho, par ehsaas khatam nahi hota.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Na milne ki zid hai, na paane ki khwahish, Bas kuch logon ke liye aaj bhi hai dil mein guzarish.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Rishte lafzon se nahi, ehsaason se bante hain, Kuch log door rehkar bhi dil mein baste hain.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Kuch log zindagi mein milkar bhi nahi milte, Magar dil ke kisi kone se kabhi nahi nikalte
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Na shikayat hai kisi se, na koi sawaal hai, Bas kuch apne hain jinka dil mein alag hi maqam hai.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Har rishte ko naam dena zaroori nahi hota, Kuch log bina haq ke bhi dil ke kareeb hote hain.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Kuch rishte khamoshi mein bhi zinda rehte hain, Na paas hote hain, na dil se juda hote hain.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Ek tum ho jise dekhkar waqt tham sa jaata hai, aur ek mera dil hai jo tumhara naam lekar dhadakta hai
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Zaroori nahi har mohabbat ka anjaam shaadi ho, kuch rishte dil mein rehkar bhi poori zindagi saath nibhate hain.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Na tumhe badalne ki khwahish hai, na khud badalne ka iraada, bas tum jaise ho, waise hi rehna… mujhe tumse hi hai vaasta.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Mujhe ishq ki kitaab likhni nahi aati, magar tum saamne ho toh har dhadkan ek kahani sunaati hai.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Tumhare saath guzra hua ek pal bhi khaas hai, tumhare bina guzra hua har lamha udaas hai.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Log poochte hain meri khushi ka raaz, ab unhe kaise bataun ki meri har muskurahat ke peeche tum ho.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Main tumhe har roz paane ki dua nahi karta, bas har roz tumhara saath bana rahe, itni si khwahish hai.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Tumse milkar samajh aaya, ki kuch log zindagi mein aate nahi, zindagi ban jaate hain.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Na chaand chahiye, na sitaaron ki farmaish hai, mujhe bas har subah tumhari awaaz ki khwahish hai.
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
"Tum meri zindagi ka woh haseen ehsaas ho, jise lafzon mein nahi, sirf dil mein mehsoos kiya ja sakta hai."
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Aakhri Khwahish "अगर कभी मेरी कहानी लिखी जाए, तो उसमें मेरा नाम कम और तुम्हारा ज़िक्र ज़्यादा होना चाहिए।"
Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro@aa3542411 · · ShayariA aa3542411 Shayari
Meri Duniya "मेरी दुनिया कोई बहुत बड़ी नहीं, बस उसमें तुम्हारी हँसी और तुम्हारा साथ होना चाहिए।"
Starring @aa3542411