Monologueteam_of_13 presents
MAA AUR BAAP
CREDIT
RISE MONEY IN OUR ACCOUNT
DEBIT
MINEY GOES TO OTHER ACCOUNT
HUM HAMISHA CREDIT "MAA" KO HI DETA HAIN...AUR BAAP HUMARE LIYE DEBIT HAIN..
MAGAR HAKIQAT YEH HAIN KE JO DEBIT HOTA HAIN WOH KITNI PARESHANIYA JELTA HAIN HAMARE LIYE....
HUMAIN KUSH RAKH NE KE LIYE AUR GHAR MAIN AARTHIK PARESHANIYA NA HO ES LIYE WOH HAR ROJ ZIMEDARI KA BOJ APNE KANDHON PE LIYE CHALTA HAIN..
CHAHAIN KIT NI HI MUSKIL KYU NA HO KABHI USKA EHSASH HUMAIN NAHI HONE DETA....
WOH HAMRI KHUSI MAIN APNI KUSHI DHEKH TA HAIN...
TOH... MARE HISAB SE ASAL CREDIT TO BAAP HAIN MAGAR HUM USE DEBIT HI KARTE HAIN..
THIS IS MY POINT OF VIEW OR THINKS....
.ABOUT OTHERS I DON'T KNOW....
A Monologue by team_of_13
team_of_13Creator
@team_of_13 ·
Related
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Shayari
A jk800231 Shayari
Suprabhat dost, aaj ka suraj tere naam, aur har kiran tere muskaan ke naam. 🌅Starring @jk800231
Living EyEMaestro
@bebagames200 · · One-liner

VirendraMaestro
@virendrakusr · · Shayari
A virendrakusr Shayari
ek tasveer basi hai man mandir me na jaane vo Haqeeat me badlegi ki nahi ye me nahi jaanta. aate hai kai sapne shuhane aankho me par uske khaab dekhe bina ye dil nahi maanta.. miss you my dreamgirlStarring @virendrakusr
VirendraMaestro
@virendrakusr · · Shayari
A virendrakusr Shayari
zindgi me ek dard ko lekar to hum chal diye is duniya soch nahi baad humare kya hoga jisko batate te apne dil ke gam uska ab kya hoga humare baad Starring @virendrakusr
Adnan AnsariMaestro
@aa3542411 · · Shayari
A aa3542411 Shayari
Kisi ko kya batayein kitne udaas hain hum, Muskurate toh hain, magar andar se khaas nahi hum.Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro
@aa3542411 · · Shayari
A aa3542411 Shayari
Akele rehna ab aadat si ban gayi hai, Dard sehna jaise ibadat si ban gayi hai.Starring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro
@aa3542411 · · Shayari
A aa3542411 Shayari
. Jis par tha khud se zyada bharosa, Usi ne diya dil ko sabse gehra dhokhaStarring @aa3542411
Adnan AnsariMaestro
@aa3542411 · · Shayari
A aa3542411 Shayari
Waqt badla, log badle, badal gaye jazbaat, Bas dil mein reh gayi kuch adhuri si baat.Starring @aa3542411
0 comments
No comments yet.