Shayariniyaj presents
khash hu par pass nahi
Dil me hi par yaad nahi
kya karu me akele pan ka
jab tum sath nahi A Shayari by niyaj
@niyaj ·
Related
View allSofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 · · Shayari
A sd2979142 Shayari
Lafzon mein bayaan nahi hoti dil ki baatein, zindagi toh jee lete hain par mohabbat nahi hoti kisi se, pyaar se baat karte hain sabse magar dil lagta nahi kisi se abStarring @sd2979142
Sofiya..... princessDialogbaaz
@sd2979142 · · Shayari
A sd2979142 Shayari
Maine logo ko kabhi paaya nahi, bas apne aap ko unpe nichhawar karta gaya...!Starring @sd2979142
AzhanAawaz
@azhankazi200 · · Shayari
A azhankazi200 Shayari
Raat ke 10 baj gaye, aur yaadein ab bhi jaag rahi hainStarring @azhankazi200
Tabbu KhanCreator
@tkhan242642 · · Quote
A tkhan242642 Quote
bade ho gye hum, ab har din bhaagta hai, wo bina fikar wala Sunday kahin kho gyaStarring @tkhan242642
junaid khanMaestro
@jk800231 · · Shayari
A jk800231 Shayari
Dard chhupa ke muskurana seekh liya maine, kyunki is duniya mein rone ki bhi ijazat nahi milti mardon koStarring @jk800231
Lalit KumarCreator
@ranalalit202 · · One-liner
A ranalalit202 One-liner
Wo aaram se so rahe hai jinke liye main jagta raha, sochha thoda so lu, par neend bhi bewafa nikli 😀Starring @ranalalit202
Sidhant MaanCreator
@sidhumaan · · Quote
A sidhumaan Quote
Bohot din ho gaye
khud se baat kiye…
aaj phir socha
ki main theek toh hoon na?
Caption:
“Kabhi-kabhi khud se bhi poochna padta hai 🤍
Kaun-kaun aisa feel karta hai?”Starring @sidhumaan
Basudeb HansdaAawaz
@basudebhansd · · Quote
A basudebhansd Quote
Rab se bas itni si dua 🫅 tu jahan rahe muskuraata rahe 🍂 mera fikar mat kar 🤧 akela hi to mera saaya tha kal bhi aaj bhi 🥹❤️🩹Starring @basudebhansd
0 comments
No comments yet.