niyaj
@niyajWriting since 13 months
- Posts
- 10
- Followers
- 0
- Following
- 0
- Likes
- 9
dCoins136
A niyaj One-liner
ham kisan hai sahab fasal or Nasal ak baar me dekh lete hai
Starring @niyaj
A niyaj Quote
mohabbat ak se ho to sukun deti hai or hajaro se ho to gurur deti hai
Starring @niyaj
A niyaj Shayari
Ful hai gulab ka maza lijiye Nasa hai ishq ka pi lijiye wo samne aye to pyar jata dijiye
Starring @niyaj
A niyaj Shayari
Basaya hai sansho me bhithaya hai yaado me or batao mursad kab aa rahi ho khayalo me
Starring @niyaj
A niyaj Quote
Bohot mushkil se mile ho tum mujhe ho sake to Dil me rakhna mujhe se itni mohabbat ho tumhe ki kabar tak sath nibhana
Starring @niyaj
A niyaj Shayari
khash hu par pass nahi Dil me hi par yaad nahi kya karu me akele pan ka jab tum sath nahi
Starring @niyaj
A niyaj Dialogue
Baat agar baap par ho to Bete ko sher nahi Bheriya ban jana chahiye q ki Bheriya samjhota nahi karta
Starring @niyaj
A niyaj Quote
Rakh hoshla wo manjar bhi aayega Jo tujhe Aaj chor kar gya hai kal dabe paw wo wapash bhi aayega
Starring @niyaj
A niyaj Quote
mehnat itna karo ki Santi shor macha de kamyab itna bano ki rokne Wale pura jor laga de .
Starring @niyaj
A niyaj Dialogue
waqt waqt ki baat hai Munna aaj Tera kal Tera baap ka v ayega
Starring @niyaj