Suruchi ShriNigamAawaz
@suruchishrinWriting since 5 months
- Posts
- 9
- Followers
- 161
- Following
- 6
- Likes
- 1.3K
dCoins488
Suruchi ShriNigamAawaz@suruchishrin ·A Dialogbaaz line
#EK NEK SALAHA# #YADI BHOOLVAS GALAT RAAH PAR CHAL PADE #TO JIS SAMAY YE #EHSAAS HOTA HAI USI PAL US GALAT RAAH PAR AUR #AAGE BADHNA THEEK NA HOTA HAI KYONKI HUME #HUMARI ANTAR AATMA HUMARE HAR PAL SATH HOTI HAI AUR JAB USE LAGTA HAI KI AB MUJHE ISE SACHET KARNE KI #JAROORAT HAI USI PAL #SATH NIBHATE HUYE SACHET KARTI HAI BAS YE HUMARE UPAR HAI KI HUM #DUNIYA KI SUNTE SUNTE APNI ANTAR AATMA KI SUN KE #SAMAJHTE HAI YA ANDEKHA KAR DETE HAI# #EK SACHCHAI HUMARI ANTAR AATMA SE JYADA #BEHTAR HUME NA TO KOI #SAMJHTA HAI AUR NA HI #PARWAH KAR SAKTA HAI# ☺️
Starring @suruchishrin
Suruchi ShriNigamAawaz@suruchishrin · · ShayariA suruchishrin Shayari
pal pal yu waqt gujra ki is waqt ne hume masumiyat chhod siyana bana diya jo masumiyat jo chanchalapan tha use chup karke baitha diya
Starring @suruchishrin
Suruchi ShriNigamAawaz@suruchishrin ·A Dialogbaaz line
panchhi banu udti firu mast gagan me in anmol lines ka matalab shadi ke baad hi samajh me aata hai ki hum papa ki pariya apne maayke me kitne khush the par tab mummy ka tokna bhi bahut bura lagta tha isiliye apna ghar basane ki chah thi ki shadi ke baad apni marji apna faisla hi hoga lekin bhool gaye the ki partner bhi bada tokela hoga 😂🤣
Starring @suruchishrin
Suruchi ShriNigamAawaz@suruchishrin ·A Dialogbaaz line
jab hum chote the to sawal puchne ke dhani the jab thode aur bade huye to hum daant khane ke dhani huye😅🤐thode aur bade huye to hum sayaane ho gaye aur apne aap ko sabse jyada jimmedar rishton ko sabhalne me lag gaye ab waqt ne samjhaya ki bhai hiro ke peeche zero bhi chhupa hai itna bhi na rishton ko sambhalne me na lag jao ki har rishta tumhe hi kuchal kar apne aham ki sidhi bana le 😕😑😿
Starring @suruchishrin
Suruchi ShriNigamAawaz@suruchishrin · · DialogueA suruchishrin Dialogue
halua poodi khayenge sehat nahi banayenge theek hai bolo na babu theek hai 😺😂
Starring @suruchishrin
Suruchi ShriNigamAawaz@suruchishrin · · QuoteA suruchishrin Quote
#SURUCHI 🌈 jise kuchh pata nahi wo pati hai aur jise sab pata hai fir bhi wo chup hai wo patni hai 😝😎 #SHRI🌈
Starring @suruchishrin
Suruchi ShriNigamAawaz@suruchishrin · · QuoteA suruchishrin Quote
Kisi ko pyaar ki padi hai kisi ko paise ki padi hai jinhe ye mile wo bhi khush nahi hai aur jinhe na mila unhe bhi gum hai #SURUCHI🌈
Starring @suruchishrin
Suruchi ShriNigamAawaz@suruchishrin ·A Dialogbaaz line
#hum kaante hai janaab hum majboot hai hum nukile hai kyonki humne #yah majbooti duniya ke bewafa hone se pai hai yahi vajah hai ki hum apne phoolon se wafa karte hai unhe apni aagosh me salamat rakhte hai 🥀✨✨ #SURUCHI
Starring @suruchishrin
Suruchi ShriNigamAawaz@suruchishrin · · QuoteA suruchishrin Quote
#sambhal sambhal kar rakhiyega apne kadam yaha aap ko ladkhadate huye dekhkar santusht hone walo ki kami nahi hai 👁️🙆🏻♀️ SURUCHI
Starring @suruchishrin