Short Storyafsalalam735 presents

Dopahar dhal rahi thi, aur gaon ke us buzurg aam ke ped ki chhaon me poora ghar simat aaya tha. Chatayi par bichhi thi hansi, aur uss par baitha tha apnapan. Pitaji ped se teka lagaye sukoon me the, Mataji ke haathon se nikalti thi meethe ki khushboo aur thande paani ki thandak. Yahi to tha wo pal, jise hum zindagi bhar dhoondte reh jaate hain.

A Short Story by Ali Alam

@afsalalam735 ·

Related

View all
@jhaj8672 · · Quote

A jhaj8672 Quote

"यह बारिश का मौसम, ये पानी की बूंदें और यह कागज़ की कश्ती... दिखने में भले ही कितनी भी सस्ती हो, लेकिन जब ये यादों के दरिया में उतरती है ना, तो दिल के सबसे महंगे जज्बातों को खरीद लेती है।"

Starring @jhaj8672

0 comments

No comments yet.