Shayarisd2979142 presents

Baarish ke paani mein kagaz ki kashti chalayi thi, Chhoti si jeet par poori gali ko kahaani sunayi thi. Na haar ka darr tha, na jeet ka koi ghamand, Mitti se bhare kapdon mein bhi dil rehta tha pasand. Aaj sab kuch hai, par woh befikri kahin kho gayi, Bade hone ki zid mein bachpan ki khushi peeche reh gayi. ❤️✨

A Shayari by Sofiya..... princess

@sd2979142 ·

Related

View all
@jhaj8672 · · Quote

A jhaj8672 Quote

"यह बारिश का मौसम, ये पानी की बूंदें और यह कागज़ की कश्ती... दिखने में भले ही कितनी भी सस्ती हो, लेकिन जब ये यादों के दरिया में उतरती है ना, तो दिल के सबसे महंगे जज्बातों को खरीद लेती है।"

Starring @jhaj8672

0 comments

No comments yet.